Shareit for pc free download: File transfer ke liye ham logo ne share it ko apne mobile me khoob use kiya hai. share it file transfer ke liye ek Bahot hi achha software hai, aap shareit se apk files, movies, photos,pdf, aur har type ki file share kar skate hain.
Shareit ke aane se Pahle Maine file transfer ke Bahot sare app use kiye Magar wo Bahot hi slow transfer rate ke app the.
Agar aap ek Android user hain to aapko shareit app apne mobile me zaroor rakhna chahiye, isse app super fast speed me long files ko transfer kar skate hain.

Shareit for pc free download
Dosto shareit ko aap apne desktop ya laptop me bhi use kar site hain . Ye software android version ki tarah hi kaam karta hai aap ise install karke apne mobile data ko pc me transfer kar skate hain aur sath hi 2 pc connect karke apas me data transfer kar skate hain.
Table of Contents
Shareit for windows xp/7/8/10:
Software ko download karne ke liye neeche diye Gaye button par click Karen. yaha par aapko shareit ke sabhi version jaise ki 32 bit aur 64 bit dono ke liye mil jayenge. aapko yahan par windows ke sabhi version jaise ki windows xp se lekar windows 10 tak ke liye shareit uplabdh hai. fir der kis baat ki neeche ke links me apne hisab se software ko download kar lijiye.
Download Shareit for Windows 10 (32-bit, 64-bit)
Download Shareit for Windows 8.1 (32-bit, 64-bit)
Download Shareit for Windows 8 (32-bit, 64-bit)
Download Shareit for Windows 7 (32-bit, 64-bit)
Download Shareit for Windows xp/vista (32-bit, 64-bit)
How to use Shareit in windows pc:
Dosto upar diye Gaye link se aapne apne pc ke operating system ke hisab se software download kar liya hoga. Isko install karna Bahut aasan hai. Jis tarah aao apne pc me Koi dusara Software install karte hain,theek usi tarah ise bhi install kare.
How to connect shareit pc with Android:
Shareit ko pc se kaise connect karte. Maine Kuch photo se ise samjhane ki koshish ki hai aap bas mujhe follow karte jaye.
Step:1
Jab aap apne desktop par diye shareit icon par click karenge to ye screen khulegi.
Step:2
Step:3
Ab agar aap file send karna chahte hain to send par click kare aur file ko kheechkar iske upar rakhe ya browse par click karke file select kare.
Step:4
Agar aap file kisi se lena chahte hain to Receive par click karke device ko select karen aur file aana shuru ho jayegi.
To know everything about showbox… click here
Nice Article…..
Here are some coloring pages for adults
I learned so many things from your articles. Expect other contributions. Thanks for sharing how to get help in windows 10